Salam every one
yahan app ny bas yahi batana hai k
bachpan sy ab tak asy kon si baat hai jo app min mujod hai
k jasy koi bacpan sy hi jhoot nahin bolta ....etc


Salam every one
yahan app ny bas yahi batana hai k
bachpan sy ab tak asy kon si baat hai jo app min mujod hai
k jasy koi bacpan sy hi jhoot nahin bolta ....etc
Last edited by ~SmilingDoll~; 03-05-2007 at 09:52 AM.
Bikney Waly Aur Hein Ja Kar Khareed Lo,
Hum Log Qeemat Se Nhn Qismat Se Mila Karty Hein.


bachpan sy ab tak........ bes apni bari bahan ki bongian bardast ker raha hoon

haha ...
bachpan say ab tak kisi ki talsh mein hoon............![]()


ZID gussa ..... CHUP rahnay zadaha kasey say nahi bolna ya abhi taak bachpan say hee maray saat saat hai

haan mein bi zaida chup rehta hoon....kam bolna aaqlmandi ha...


hmmmmm per main too aqalmand nahi .........


bachpan say ab tak ...... passoori mein hi hoon


passoori ....?
ya kia hota hai hasham dear


WBJ jaldi main hoona passoori hota hai
bachpan say ab tak ...... dakh raha hoon wBJ ki punjabi kafi kamzoor hai![]()

bachpan sa ab tak hasham bhi ko dhond raha tha.............

bachpan se gusay wali hon......................


lozzzzzzz lamhee gussa aur tum 2 alaag alaag batain hai


bachpan se ab tak .... bohat achi hoon


bachpan se ab tak mera eik hi naam hai![]()


bachpan se ab tak...... ek acchi biwi ki talash main hoon


bachpan say abb taak smart boy


bachpan se ab tak ek hi baat soch rahi hoon


bachpan say abh tak agar koi mujhay halka sa bhi dant day toh ankhon main ansoo ajaty hain![]()
MAIn joH bAdloOoOn to taghAyYur hAy maiRi zaAat tAk....tU joH baDdlAy toH shAb E roZ bAdaL jatAy hAin


bachpan say ab tak bongiyan maar raha hon
Sarapa raaz hon main,kia bataon kon hon kia hon..
Samjhta hon magar , dunya ko samjhana nahi ata..
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Bookmarks