-
ZINDAGI KAYA HAI?
Zindagee kiya hai?
Kabhi iss haqiqat koo jaan sako gay tum?
Hai sehra ki turhan lumbi.
Ragista'n ki jaisi bunjer
Rait ki turhan sakhat naa haath mien anay wali
Suraj ki tapish jaisi
Gaar mil jaye kahien a'ass koi sahr'ab ki turhan thundi
Barish ki pehli bond jaisi shafaf
Suraj ki pehli kiran jaisi
Chand ki chudhwien raat jaisi
Lakin kiya hai yeh saab??
Apnay app ko khatum kernay kay liya kharida hoya yeh waqt
Baas kuch dair kaa dhokaa
Or phir lafani zindagee
Kiya kuch paa liya or kiya kuch kho diya
Kuch nahi jaan sakey
Akhiree waqt bas a'ik khalish kaa ahsas raha
Joo waqt guzer gaya hai
Kiya woo abb
Meri zindagee mien
Joo yaad bun ker reh chuka hai
Kiya??
Meri grif't mien aa sakta hai
DobaraÂ…
Zindagee kaa na tamam safer
Joo shayad
Hi kabhi khatam hoo
Meri zindagee ki woo ronaqien
Shayad hi kabhi wapis aien
Baas kuch din kaa or dhoka hai
Meri zindagee kaa khail bhi
Phir khatam ho jaye gaa
Abb kiya mila
Iss zindagee kay hathoon humien
Kuch nahi kuch nahi
_________________
When Ur Heart ßleed †ears ...
Then U Will know It Iz L O V E...!
-
-
06-01-2006 02:27 PM # ADS
Circuit advertisement
-
Ye bhi andaz humare hain..tumhe kiya maloom
Hum tumhe jeet k harey hain..tumhe kiya maloom
Aik tum ho jo samjhte hee nahi apna hume
Aik hum hain k tumhare hain..tumhe kiya maloom
-
very nice............
zindagi sy ek or shair yad aaya.........
ky
zindagi kya hai.......Anasir ki zahoor e terteeb
mot kya hai.......Inhi anasir ka peryshan hona
-
buhat khoob janab.............
Ye Dars Karbala Ka He
Ke Khoof Bus KUDA ka He...............
-
~*~ZINDAGI~*~
Zindagi rafta rafta apney us maqam per ati hai,
jahan na tu hai na main hoon,
jo hai baqi woh sab hai pooshida,
jo pal tha samtey apney anchal main,
who kho gaye hain sarey,
jo hai baqui woh sab hai poshida,
un main sey kuch pal dohrta chaloon main,
kuch na rahney ka sabab dohra chaloon main,
zindagi rafta rafta apney us maqam per ati hai,
jahan na tu hai na main hoon,
jo hai baqi woh sab hai pooshida,
unhi pooshida batoon main kuch raaz hain shamil
kuch unkahi diloon ki awaz hai shamil
dobey huwa lafzoon ki pukar hai shamil,
jo tujh ko na dekhayi di woh bahar hai shamil,
ja ho sake to dhond lay apney khoye mazi ko yahan,
sameth sakey to smath lay ek pal main zindagi ko,
ek tu hi hai akela ab na main hoon aur na hi tera khoya huwa basera.
_________________
Ye Dars Karbala Ka He
Ke Khoof Bus KUDA ka He...............
-
Bookmarks