@};-*~BEIT-BAAZI~*-;{@
ASLAAM-U-ALIQUM
THIS SITE HAS CHANGED ALOT SO I'M GONNA START
BEIT-BAAZI
HOPE EVERY1 WILL JOIN.... RULES ARE VERY SIMPLE...
1- Shair ke aakhri harf say next shair shuro kiya jaye ga...
2- Ek waqat main ek hee shair post kerna hai poori Ghazal ya nazam nahin... TO shuroo karein.....
ALIF SE...
Aaj Phir Dil Hai Kuch Udaas Sa
Jaane Kyun Ek Mayusi Si Chahi Hai
Aaj Phir Palkon Pe Aansu Hain
Bheer Main Hoon Phir Bhi Tanhai Hai
NEXT WITH---> YEH
15-10-2005 02:36 PM # ADS
Circuit advertisement
ye acha ha kay apas kay bharum na toot nay paa'ein
kabhi bhi doston ko aazma ker kuch nahi millta
alif
To the world you may be one person, but to one person you may be the world.
Aap kai baar mil chukay hotay
aap miltay agar doaaon say
YE
Administrator
Points: 15,255, Level: 29
Level completed: 81%,
Points required for next Level: 195
Overall activity: 0%
Achievements:
Please select a category to choose from: - Cancel
Bait Bazi
YEH THIK HAI KEH MARTA NAHIN KOI JUDAI MEIN
KHUDA KISI KO KISI SE MAGAR JUDA NA KARE
Next Word : Ye
yun to koi bi tanha nahin hota
chah kar kisi se judaa nahin hota
mohabbat ko majbooriyaan le dhobti hai
warna koi khoshi se bewafa nahin hota
next---> alif
Aye KHUDA tuh nay muhabbat yah bannai kioun hay ...
agar banai hay to muhabbat main judai kioun hay...
next.....ye
Yun to pitte hain sabhi gham boolane ke liye,,
Mein to pitta hoon zaraa hoosh mein anne ke liye,,
Bool sakta hoon bhala kesse un ki yaadoon ko,,
Wo to kehti hai mujhe bool janne ko,,
next---> wow
woh to kaha tha khoob kisi ne ke mard e Faiz
Duniya ko dekhna, gham e duniya na dekhna
Duniya ne hum ko dekh liya aur ye sitam
Kehtay humee se ho ke aaina na dekhna
next>>>>>>>>>alif
Aik pal mein vahan say hum uthay
Baithnay mein jahan zamanay lagay
YE
yaad aa hi gayi to aab rona kia
iss roog ko dil main chupna kia
har lamha yaad kia jis ko imran`
uss ki be rokhi ka qisa sunana kia
next............ alif
AASHIQI SABR-TALAB AUR TAMANNA BETAAB
DIL KA KYA RANG KAROON, KHOON-E-JIGAR HONE TAKK
bait baziii
ik baar milla thaa mujhy bey rukhy kay saath whoo
us din say dil ka sher braber udaas hay
der udaas hay aur dewaar bey haalll hay
Saad jab say koi gaya hay us din say gher weraan hay
next= Yeaaa
Bookmarks