USS se milne ko kabhi hum Jo machal Jate hain,
To khayalon Mein bahot door Nikal Jaty hain,
Gar wafaon mein sadaqat bhi ho shiddat bhi ,
Phir to ehsas se pather bhi pighal Jaty hain,
Uski ankhon k nashy mein hoon Jab sy dooba,
Lar-kharaty hain kadam Or sanbhal Jate hain
bewafai ka mujhy Jab bhi khyal ata he
Ashk rukhsar py aankhon se phisal Jate hain
Pyaar mein ek hi mosam hai baharon ka faraz
Log mosam ki tarah kaise badal Jaty hain..


LinkBack URL
About LinkBacks









Yeh ajab hai mohabbat k zamana janta hai...



Reply With Quote











Bookmarks