Dil lagi thi usay hum say Mohabbat kab thi
Mehfil E Ghair se un ko fursat kab thi
Hum thay mohabbat main lut janay k qayal
Us k wadon main wo haqeeqat kab thi
Wo wakt guzari k liya krta thay pyar ki batain
Warna meri khatir us k Dil min chahat kab thi
Bohat roka magar nikal aatay hain Aansu kambakt
Bazme E Yaad main aansu bahanay ki ijazat kab thi
Khuda janay kis ki yaad main hua hai wo bay haal
warna meray ishq main us ki aisi halat kab thi
Bookmarks