Yahaan aap ko admit karna hai ke...WOT DISH CAN'T U COOK
![]()
![]()
![]()
i can't make biryani :crybaby:
Yahaan aap ko admit karna hai ke...WOT DISH CAN'T U COOK
![]()
![]()
![]()
i can't make biryani :crybaby:
~SmilingDoll~ (21-09-2010)
bhai vo bi youghurt se banta hai...
LASSI da saag is an authentic dish !
dhaey and pani ko ubhaalte heiN..they add all these spices..u can either add some cornflour or rice to the dhaey..then they add the saag..
u have to keep stirring it until it boils and boils to a minimum...
mujhe thik tarah banaana nahin aata bhai :(
it's eaten with makhae di roti..


ajeeb sey koi dish laag rahee hai seep sister ji wasay main nay kabhi iss ko na khayaa hai aur nahe iss ka barey main pahlai kabhi sonaa hai


[quote:97b9ae67b4=\"Seep\"]bhai vo bi youghurt se banta hai...
LASSI da saag is an authentic dish !
dhaey and pani ko ubhaalte heiN..they add all these spices..u can either add some cornflour or rice to the dhaey..then they add the saag..
u have to keep stirring it until it boils and boils to a minimum...
mujhe thik tarah banaana nahin aata bhai :(
it's eaten with makhae di roti..[/quote:97b9ae67b4]
accha ji SSS looks tastey... lakin mug ek saag hota hay sersoo woe bhi corn ki roti se bohat accha hota hay.....
lakin yeah lassi ka saag bhi tastey lagta i will try ......TFS SSS your are so sweet (r)

Ummmmmmmmm maiko zarda bnana nahi aata na he mtanjan na he Chaiye (TEA) :(
Mere Hathon Se Ayr Honton Se Khushboo Jati nahi
K Main Ne Ism-e-MOHAMMAD(S.A.A.W.W.) Ko Likha Bohat Aur Chuma Bohat


tea ....... tea too bohaat hee ahsan hote hai janab

waise mera kaam hai khana jalana yeh tu mere baye hath ka khel hai


hmm mere cooing faults yeh hai k mai buhut kam meetha kha sakte hu pata nahe aam logo say kam pata nahe q mujay khaya nahe jata jab mai sweet dish banao...usmay sugar hameshaaaaaaaaaaaaa kam huti hai....iskayu ilawa ham khana banaiy tu ham GARAM masala dalnay ki sahe timing nah epata woh hamay acha nahe lagta ...
Love for ALL... Hatred for NONE!!!


mein jeb bhi cooking karna chahata hoon kitchen mein Gas khatem ho jati hay .....


muj ko cooking karna passand nahi hai per aksaar chotaa motaa kaam kar leytaa hoo kitch main


[quote:76c4014f26=\"waqar hussain\"]muj ko cooking karna passand nahi hai per aksaar chotaa motaa kaam kar leytaa hoo kitch main [/quote:76c4014f26]
maslan bartaan dooh latay hein ap kia?


haan some time bartaan dhonay tea ya coffe banay ..... is taraha ka chotai motai kaam

main sweet dishes nahi bana sakhti ati hain liken banatey hue dar lagta ahi kay kahin kharab hi na ban jayin![]()
![]()


achaa howa lamhee ka app nahi bantee hoo


hum to sab kuch bana saktay hai...............


ache baat hay
La,he sisooo chalo kuch to banana atta hay app ko jaan kar khushe howee
kabhi kabhi suger zada dall jaty hay coffee mainlolzz
Sarapa raaz hon main,kia bataon kon hon kia hon..
Samjhta hon magar , dunya ko samjhana nahi ata..

EVERYTHING IS POSSIBLE IN THIS WORLDAGAR TRY KIA JAYE TU SAB BAN JATA HEY .......BAS HATH ME ZAKEYA HONA SHRAT HEY
![]()

what do i admit? Im a hopeless cook .. alright now? lol


I m a good cook but kabhi kabhi to kharab hota hi hai


main wasay too cooking nahi karta per bhook lagee hoo aur ghar main koi nay hoo too sab kar leyta hoo

main khana paka leati hon almost sab kuch but mujhy rootiyan pakani bohattttttttttttttt mushkil lagti hain
i think meray liyeh yeh sab say mushkil kaam haiiiiii
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Bookmarks