

nado....why you are so sweet????????????????![]()
Umair Iftikhar
Lahore, Pakistan
Kaise ishq se sajh gayi raahein
Jab se dekhi yeh teri nigaahein
Ya khuda, main to tera ho gaya


me ke kai puchun .......
aap..!
.
.
.
.
aap meri aapi Q hain ???![]()
![]()


g nhi simple sa to jawab dia haiab ap ko smjh na aye to mera kia qasoooooooor :(


hehehe style mara he janab hamee samjh aa gai he apke jawab ki.....
Umair Iftikhar
Lahore, Pakistan
Kaise ishq se sajh gayi raahein
Jab se dekhi yeh teri nigaahein
Ya khuda, main to tera ho gaya


wah aapi k JAWAB ka JAWAB nai
![]()


mujay kuch kehne ki zarrorat hi nahin nadia sam ne tumhare sare jhoot pakr liye hain
wasey ak baat kahoon ye sab tumne apna dimag istmaal kar kai yani sooch sooch kar likhe hain thora sa dil bhi istmal kiya hota to i love it
21) Agar aap ko koye jin mil jaaye aur aap se kahay ke 3 wishes kar saktay ho tu aap kiya wishes karo gay ?
1. Duniya se sb k dukh khatam ho jaen
2. Sb aik dosry k lie jiaeen.
3. Or hr traf muhabat hi muhabat ho.
jaise ye tumne bohat soch kar likha hoga
2nd!!
24) Agar aap ko aik din ka prime minister bana diya jaaye tu kuon say 3 kaam karna pasand karo gay ?
1. I ‘ll do work for education
2. I’ll do work for poor
3. And try to stop suicide attacks in Pakistan.
25) Agar aap ka 100000 inaam lag jaaye tu aap in paiso ka kiya karo gay ?
Dher sari shopping karon gi.
to anhein poors ko dene the na uper khud hi to kaha hai poors kai liye work karna ab app kaho gi kai wo prime minister tha
lakin ak lakh se bhi poors ki bohat kuch balke bohat zayada help ho jati hai
qasam se in main se bohat kuch jhoot likha hai yaan phir bohat zayada sooch sooch kar likha hai
tum ak bar permission do main itni mistake nikalon kai tum khud heraan reh jao
10) Ideal banaaya hai about ur life partner if yes to explain it
I m very realistic girl,mai khawaboon ki duniya me nhi rahti, es lie mai idealism pe belive nhi karti
jhhooooooooootttttttttttttttttttt
27) Islam se kis had tak lagaao hai?
Itna k khud ko musalam kah skti hun.(in real means of Islam)
aur definit namazein nahi parti hogi tum hain na?
7) Bachpan mei aap keisay thei means ke sharaarti thei ya sanjeeda aur koye yaad gaar wakiyaa sunaao bachpan ka...
Bachpan me mai buhat sanjeeda thi (but ab buhat sharaarti ho gai hun), filhal to koi khas wakiyaa yaad nhi araha.
kya app bachpan main special child thein???jo sanjeeda rehti thein yaan ap bachpan main koi atmi bomb per kam kar rahi thein
yaar ye imran hasmi mujay to bohat zeher lagta hai bas jannt main thora acha laga tha pata nahi larkiyoun ko kyoun pasand hai :P
wasey nadia kuch to sachi baat likho plz


yahan ak to light ki bohat problem hai 2 hours kai bad ab light ayi hai
aur apni zuban apne moun main dalooooooooooooooooooooooooo tumhai pata hai zuban bahir kon nikalte hain??lolzzzzz Tongue
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Bookmarks