Is Topiic main Hum Every Week Aik Member Ko As A Guest Invite Karein Gey .....
Or Woh hamarey \"GUEST OF THE WEEK\" hoon gey......
Ap ney Hamarey Guest k Barey Main Possitive Points+ Negative Points *& OverAll Comments Dainey hain....
So Hamarey Is week k Guest Hain...
Vicky Bhaya (r)......
Possitive Point>> He is Very Loving,Caring,friendly,jolly personallity..Or mistakes bohat hoti hain magar Excuses bhi karleytey hain jald hi.....
Negative point>>> ziddi bohat hain..agar in ki koi bat na mani jaye to thora khafa hotey hain bt phir maan bhi jatey hain.....careless hain bohat apni health ko ley kar.....
OverAll phir bhi Bohat hi achey hain.. har bat mantey hain....bus kuch bataon k .or ghusa bohat ata ha or jaldi hi ehsas ho jata ha ........ well in k bareiy main jo kaha jaye bohat kam ha
Last edited by ~SmilingDoll~; 28-03-2008 at 10:44 AM.
Happy Independence Day pakistan (14 Aug)..
Pakistan Hamari Jan.. Hamari Jan ..Hamari Jan...
Sub Se PehLy Pakistan....
The Following 2 Users Say Thank You to Nihaal For This Useful Post:
hmmmmmmm He is a nice person..larta nahee hai...aur sabki bat sunta b hai..
buree bat yeh hai k ciggrate AKAYLAY AKAYLAY HE PEETAY HAIN....aur kkoi buree bat nahee
[quote:4739b8a375=\"GuriaRani\"] buree bat yeh hai k ciggrate AKAYLAY AKAYLAY HE PEETAY HAIN....aur kkoi buree bat nahee[/quote:4739b8a375]
mein ciggrates kisi se share es waja se nahi kerta kyon k kabhi kabhi maraay ciggrate mein marwana bhi hota hay
[quote:312be1d18b=\"hasham\"]
mein ciggrates kisi se share es waja se nahi kerta kyon k kabhi kabhi maraay ciggrate mein marwana bhi hota hay [/quote:312be1d18b]
hasham tumaray pitnay ka too DIL nahi hai guest hoonay insaan band kar tareef sonaoo aur asey batain mazak main bhi nahi keyaa karaoo first aur last baar samaja raha hoo
HAsham bhai ki tu maray khal main koi bhe buri
addat naheen saway smoking ka wo bhe is age
main.Lakeen in ki achee addatoon ki tu list bohoot
lambee hay.He is regular,Friendly Waqar bhe na
bilkool theek kaha hay k ya kisi bhe forum ko char
naheen balkaay five star laga saktay hain.
And i want to meet u yaar
Hasham bhai no doubt humare Forum k bohat hee regular
n nice....jolly n friendly brother hain...n Inka sense of humour
k toe kia kehne...inki waja se forum per kaafi hunsi mazak
hota hai..(mashaAllah) which shud b a part!!!
Or baaki jin logon ne bhi ub tuk inn k baray mei apne
views diye hain They all r Fit!!!
n negative mei bhi yehi kahoon gee k hasham bhai apko
really iss age mei ciggi nahi peeni chahiye....kia saudi's ki
company mei rehte hain...
[quote:b9b68e8ad4=\"GuriaRani\"]MARWANA ...waz that...
hmmmmmmm 1 tu bai mind buhut kertay hai yeh HAZRAT hasham(w/ due respect)[/quote:b9b68e8ad4]
marwana mena drugs ...... abb app bataoo appi ji maray gossa koi galat taa kia ? :( :(
Hasham Bhai ke Baray Main kia kahoon --- Jab Forum Waghaira Shoron kiye Thay Tou Bhai Say Molaqaat Hoyee Theee Aik Dost kay Tawasot Say --- Aur Ham Nay Behad Achaaaa Time Guzara --- Waise Hairat ki Baat hai ke Mere Sab Say Larayee Ho Jateeee Hai Nah Chahatay Hoyee Bhi Magar Aaaj Tak Hasham Bhai Say Nahi Hoyeee
Aur Aaaj Agar Main Yahan hooon Tou Hasham Bhai ke Coz --- Baqi Inhiii ke Madad Say Main aur Maina Ham Donooo nay Behaaaad Acha Time Guzara Bohat Sii Jagahoon Paay --- Shoron Main Tou In ke Baray Main Bohat Siii Baatain Sonnanay ko Mileen kay Hasham bhai Male nahi Female Hain aur They R Married --- Main aur Maina amoman Soochteen ke On ki Baaton say tou Nahi Lagtaaa --- Opper say In ke itnay Pyaray Pyaray Nicks Kakka Jiii Anywaysss Yeh Sab Baatain Tou Aik Side Pay Hain
Bohat Zyada nahi tou Thoraaa Bohat Tou Bhai ko Jantee Hoon --- Behaaaaaad Loving and Caring Hain --- Larayee Walay Thread Main Nahi Jatay Larnay Basss Jaltee Pay Taaaaaaail Daal Aaatay hain (Joking Mind nahi karna plzz) --- Shayad In ki Aman Pasand Tabiet hi hai ke In ko Aaaj Tak Main nay Kaheen bhi Lartay Hoyeeee Nahi Dekhaaaa Good Bhai Jaan -- Lagta hai Mera Asar ho Raha Hai
Auuuuuuuuur Aur Aur Yeh kaaay Jab Main aur Maina Forum World Main Aaayen tou Zahiri si Baat Hamain A B C bhi nahi aate thee --- Behad Jhaliyaaan Mareen Esply Main Nay --- Aur In Jhaliyon ko Bhogtaaa Bhai Nay --- Aur Haan Last Yr Inhon nay Mere PortFolio Main Baree Help kiii Theeee
Thnxxxxxxxxxxxxxxxxxx a Lotzzz Bhai
Mere Duaa Hai kay ALLAH Jiii Aaap ko Aaap kay Har Maqsad Main Kamiyaabi Dain --- Jo Paana Chahain Paaa Sakain esply Khirkiii Say Jooo Kuch Nazar Aaata Hai woh tou Laazmi Milay Ameen Suma-Ameen
ap seb ka bohat shukriya ji itni tareefain..... mug ko lagata hay ..... hum kafi acchay hain lakin hum gharoor nahi katray.....
hum ap ko ek baat bataien k meena se bhi purani mari maina sis se PM per mulaqat hay....... wasey yeah dono bohat zabardast hein......
SD toe sonu baji hay...... MSN mein kafi demagh khati hein lakin main nay en ko kabhi bhi block per nahi dala
WBJ se mulaqat bhi forum ki hay.... bohat love ker tay seb se ...... bes bahi k agay raah jatay hein
wsaey ap seb ka bohat shukriya jii
[quote:f442362af2=\"GuriaRani\"]
hmmmmmmm 1 tu bai mind buhut kertay hai yeh HAZRAT hasham(w/ due respect)[/quote:f442362af2]
Mohtarma GR ji sorry ap ki yeah calculation galat hein........
mein mind nahi kerta kabhi bhi ... mein ab bhi ap se bohat pyar kerta hoon ap sar ankhoon per
esi baat nahi hay ap bari hain jo marzi bol sakti hain
aur plz ap hi ap soochti na raha karien aur kabhi kabhi cantt se bahir bhi nikal aya karein fougi demagh ko badlein
jamhoori nazam ko apnaien Allah Kahir karay ga God Bless you and your Family
[quote:1a9fdfd2a8=\"genious boy\"]HAsham bhai ki tu maray khal main koi bhe buri
addat naheen saway smoking ka wo bhe is age
main.Lakeen in ki achee addatoon ki tu list bohoot
lambee hay.He is regular,Friendly Waqar bhe na
bilkool theek kaha hay k ya kisi bhe forum ko char
naheen balkaay five star laga saktay hain.
And i want to meet u yaar[/quote:1a9fdfd2a8]
GB yaar lagda bohti ee tareef nahi ker diti... yaar takalf na kita kar tun sada lahori para vien jigar khosh kita eei
tand pa diti yu
Bookmarks