If Mobile Phone And Tele Services Close For A Week
Agar Mobile Services Aur Telecommunication 1 Week Ke Liye Kaam Karna Chuardain Tu App Ka Reaction Kia Ho Ga...Khas Taur Par Woh Joh Sms Karte Hain Unse Yeh Sawal Hai Agar Aisa Hota Hai Tu Kia Ho Ga ....Keep Take Care Your Self All OF Them ..... Allah Bless U All ... Allah Hafiz ....Azfar Ali ..
hmmmm ya too taab hee pata chaal saktaa hia jaab 1 week ka leyaa band hoga ....... wasay tori sey problem too hogi per kia kar saktai hai sabar karna parahia ga ..!
hmmm wasay marey life main too tora say farak parahai ga kyue ka iss say main bohaat logoo ka contact main rahtaa hoo aur bohaat sarahai log maray contact main
Re: If Mobile Phone And Tele Services Close For A Week
[quote:6ffe0d10c0=\"Azfar Ali\"]Agar Mobile Services Aur Telecommunication 1 Week Ke Liye Kaam Karna Chuardain Tu App Ka Reaction Kia Ho Ga...Khas Taur Par Woh Joh Sms Karte Hain Unse Yeh Sawal Hai Agar Aisa Hota Hai Tu Kia Ho Ga ....Keep Take Care Your Self All OF Them ..... Allah Bless U All ... Allah Hafiz ....Azfar Ali .. [/quote:6ffe0d10c0]
mera reaction ye h ho ga k kuch nahin karain gay Net per baat ker lain gay Camble net hia na is ka phonek sath tu koi link nahi hia na
hmmm koi cheaz bhi limit say zadaha use karnay achee adaat nahi hote hai app nay too abhi new new use karnay shoroo karaha hai iss leyaa zadaha pata nahi chaltaa abhi 3 say 4 saall baad dhekna aghar app regular use kartee rahee too
hmmmmmmmm waqaar ham ku i gues 4 say 5 sal hu gaiy net use kertay hoiy em regular...shade k bad tu zyada he reg hu jab perti the kabi kabi kerti the,,,
well agar yeh sab band hu 1 din k liya tu mujay kuch masla nahe huga..
Bookmarks