Asalam o alaikum friends
is thread main apko batana hai k agher mobile nhi hota to kia hota... matlab acha hota yaa bura hota???umeed karti hoon yeh topic apko acha lagay ga
apkay reply ka intezar rahay gaa


Asalam o alaikum friends
is thread main apko batana hai k agher mobile nhi hota to kia hota... matlab acha hota yaa bura hota???umeed karti hoon yeh topic apko acha lagay ga
apkay reply ka intezar rahay gaa
SH@N@Y@


tau loog parhai pe zyada dhyaan de sakte


we se dekha jaey tu insan in khilono k bagair rahsakta hai kuon k hum se pehlay jo log guzray woh bhi tu mobile k bagair rahtay thy .....so aaj kal ki generation kuon nahin rahsakti yeh khud k uper depend karta hai .......warna kuch chezain humrai zindagi main na honay k bajuod bhi tu hum zindagi guratay hain na ......aur necessary is leyeh hai k kisi se kisi bhi waqt contact kar saktay ho agr aap kisi mushkil main ho tu
hmmm meray khayal se kafi bara lecture ho gaya


Sehat Achi rehti sab larkon ki achi tarah so ke our larkion ko Sukoon AA Jata


agher mobile nahi hota too sab achay numbers say pass hotay


wohi to kaha hai chain aa jata larkion ko sari sari raat larkon ko sone nai deti


Nice Topic
mobile na hota tu
tu
ptcl ka bill or zayada hota![]()
Bikney Waly Aur Hein Ja Kar Khareed Lo,
Hum Log Qeemat Se Nhn Qismat Se Mila Karty Hein.


thek farmaya sd aap ne


jo bhi kaho aap log laikin mujhay koi farq nahin parta ager mobile nah hota oh coz maira mobile poray gher ki sair kar raha hota hay aur mujhay pata hi nahin hotabaichara mairay sath luka chupi khailta hay toh main bhi game start kar kay bhool jati hoon aur 3 or 4 days baad yad ata hay kay mairay pas bhi cell hay
![]()
hahah
MAIn joH bAdloOoOn to taghAyYur hAy maiRi zaAat tAk....tU joH baDdlAy toH shAb E roZ bAdaL jatAy hAin


ager mobile na hota tu main msg kaisay kerti
nothing can be deadlier than men with secrets.


Ager Mobile na hota To Humari ratien kahan se basar hotien


agher mobile nhi hota too.....time pass hona muskill hojata
SH@N@Y@


Agr mobile na hota to.................main sub ko tang kasy karti
Bikney Waly Aur Hein Ja Kar Khareed Lo,
Hum Log Qeemat Se Nhn Qismat Se Mila Karty Hein.
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Bookmarks